Tuesday, April 05, 2005

bheeghi hui ek shaam

Bhigi hui si ek shaam
maine suna usse lete mera naam

payal ki chanchan ko zara thaam
chup chaap jake uska haath liya thaam

mujhe sunna tha uske dil ka payaam
aur sunna tha use lete hue mera naam

dheeme se usne kaha fir se mera naam
saanse ruk gayi, dhahkane bhi maine li thaam

yeh kaisa payaam
jisme bas mera naam
aur dil hua uske naam!

3 comments:

  1. Hi Anshie,

    I really really admire ur thoughts n ur poems they r really really good.

    I too have some to share with u.

    Hamare tumare beech ka rasta bahoth door hai
    phir bhi tumari dil ka rista hame manjoor.

    Yeh gaya woh gaya jaan gaya dil gaya
    aage ka sher tho mai bhool gaya.

    Dood ki samumdar mai bhaheke aaye huvi dulhan ho tum
    suraj ki kiranen aur samundar ki leharayi ki madyam se jane wali dadkan ho tum.

    Sugun
    sugu_b4u@yahoo.com

    ReplyDelete